Bans Bamboo Dekhne Ki Tabeer
Bans Bamboo Dekhna – Bure Insan Aur Uski Buri Baat Karne Per Dalalt Karta Hai.
Bans Bamboo Sone Ka Dekhna – Khwab Mein Bans Ka Sone Ya Chandi Ya Lathi Ban Jana Jannat Mein Le Jaane Wale Aamaal Aur Duniyawi Rahat Ki Bhi Alamat Hai.
Bans Bamboo Se Sahara Lena – Agar Kisi Ne Dekha Ki Uske Hath Mein Bans Hai Aur Usne Use Per Sahara Lagaya Hua Hai To Ishara Hai Ki Uski Umr Thodi Rah Gai Hai Aur Wah Faqir Ho Jaega.
بانس دیکھنے کی تعبیر
بانس دیکھنا – برے انسان اور اس کی بری بات کرنے پر دلالت کرتا ہے۔
بانس سونے کا دیکھنا – خواب میں بانس کا سونے یا چاندی یا زمرد کے شاخ یا لاٹھی بن جانا جنت میں لے جانے والے اعمال اور دنیاوی راحت کی بھی علامت ہے۔
بانس سے سہارا لینا – اگر کسی نے دیکھا کہ اس کے ہاتھ میں بانس ہے اور اس نے اس پر سہارا لگایا ہوا ہے تو اشارہ ہے کہ اس کی عمر تھوڑی رہ گئی ہے اور وہ فقیر ہو جائے گا۔